About This Blog

Thursday, February 17, 2011

Kar Raha Tha Gham-e Jahan Ka Hisaab ...


Na deed hai na sukhan, ab na harf hai na payyaam
Koi bhi heela-e taskeen nahi, aur aas bohat hai
Umeed-e yaar, nazr ka mizaaj, dard ka rung 
Tum aj kuch bhi na poocho, kay dil udaas bohat hai

(Faiz)

9 comments:

  1. The header just occurred..."Aaj tum yaad behisaab aaye" :)

    ReplyDelete
  2. 'Faiz' thi raah sarbasar manzil..

    ReplyDelete
  3. aur kuch dair na guzray shab-e furqat say kaho
    dil bhi kam dukhta hai, wo yaad bhi kam aatay hain

    ReplyDelete
  4. meraa dard naghmaa-e-besadaa
    merii zaat zarraa-e-benishaan
    mere dard ko jo zubaan mile
    mujhe apanaa naam-o-nishaan mile

    ReplyDelete
  5. Thanks.

    Love to hear from you :)

    ReplyDelete

Your words do some beautiful talking...