Chishti ne jis zamin mein paigam-i-haq sunaya Nanak ne jis chaman mein wahdat ka geeth gaya Tatarion ne jisko apna watan banaya Jis ne hijazion se dasht-e-arab chhuraya, Mera watan wohi hai, mera watan wohi hai.
Yunanion ko jis ne hairan kar diya tha, Sare jahan ko jis ne ilm-o-hunar diya tha Mitti ko jiski haq ne zar ka asar diya tha Duniya ka jisne daman heeron se bhar diya tha Mera watan wohi hai, mera watan wohi hai.
2 comments:
As Iqbal wrote (and you can enjoy here):
Chishti ne jis zamin mein paigam-i-haq sunaya
Nanak ne jis chaman mein wahdat ka geeth gaya
Tatarion ne jisko apna watan banaya
Jis ne hijazion se dasht-e-arab chhuraya,
Mera watan wohi hai, mera watan wohi hai.
Yunanion ko jis ne hairan kar diya tha,
Sare jahan ko jis ne ilm-o-hunar diya tha
Mitti ko jiski haq ne zar ka asar diya tha
Duniya ka jisne daman heeron se bhar diya tha
Mera watan wohi hai, mera watan wohi hai.
AMAZING! Many thanks for sharing this Maqbool sahab... I hadn't ever heard of it. Surely a delightful addition!
I love the way this blog opens up new vistas of learning for me! :D
Post a Comment