About This Blog

Thursday, August 4, 2011

Needed To Be Reminded



Trust ka baar bara wazni baar hota hai.
Kabhi kisi mortal par nahi daalna chahiay!


Kaun janay, koi utha bhi sakta hai ya nahi...

2 comments:

sabri.maqbool said...

rab janne kaun is bhaar ko utha sakta hai,

chance hai voh uthaye aur bhai life ban jayye.
par these days yeh baazi ab kaun khelta hai?

leenah. said...

Sabri ji,

Khelnay walay, khailtay hain.

Baat sirf itni hai kay muqabala barabar ka hona chahiay. Baazi jamti hi tabhi hai.