About This Blog

Monday, February 14, 2011

Ik Nazar Ka Sawal Hai!!!!





Tajdar-e-Haram


kismat mein meri chain say jeena likh day
dhobe na kabi mera safina likh day
jannat bhe gawara hai magar mere liye
Ay Qatib-e-tadqeer bs Madina likh day

Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam
Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay

Chashm-e-Rehmat bakusha soo-e-manandaaz nazar
Ay Qureshi laqabi Hashmi o Muttalabi

Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam...
Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay


Ya Rasool Allah (saw) ba ahwal e kharab e maa bibiin
Roo ba khaak uftaada am az sharmo isiyan dar zameen
Muznab e choon man na baashad dar tamami ummatat
Rehmatun bar haali ma ya Rehmatan Lil aalamiin (saw)

Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam.
Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay

Kya Tum se kahun Ay Rab ke kunwar (saw) Tum jaanat ho mann ki batiya
kar fursat to Ay Ummi Laqab (saw) kate na katat hain ab ratiya
Tori deed mein sud bud sub pisri kab tak ye rahegi bekhabari
taa hema fighan duzdeeda nazar kabhi sun bhi to lo humri batiya

Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam.
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam

Ya Mustafa (saw) Ya Mujtaba (saw) irham lana dast e hama bechara ra daamaan tui
man asiyam, man ajizam, man bekasam, haale mara, ya shafi e roze jaza (saw) pursaan tui
ae mushqi be zanbar fishan, ae ke naseem e subh dam, ae charagar, zeeshan nafas
ae moonis e beemar e gham, ae qasid e farkhunda e tujh ko usi gul ki qasam

ey mushq bezam barzisha baiqe naseere subah dam

ey charagar essa nafas ey mulis e beemar e gham
ey qasid e farkhunda pe tujh ko usi gul ki qasam
in nilta ya rihas sabah youman ila ardil haram
baligh salami rouztan fihan Nabi al Mohtaram (saw)

Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam...
Hum ghareeboon k din bhe sanwar jaein gay

hami e beqasa kya kahay ga jahaan
Aap ke dar se khaali agar jain ge

koi apna nahi gham ke maray hein hum
aap ke dar pe faryaad laye hein hum
ho nigah e karam warna choukhat pe hum
Aap ka naam le le ke mar jain ge

ho nigah e karam...

maikasho aao aao Madina chalein
aao madine chalein aao Madine chalein...
dukh dard o alam sub kat'te hein hasnain ke sadqe bat'te hein
maikasho aao Madina chalein
aao Madine chalein aao Madine chalein...

Tajallion ki ajab hai faza Madine mein
Nigah-e-shouq ki hai intiha Madine mein
gham-e-hayat na khouf-e-qaza Madine mein
namaaz-e-ishq karin ge adaa Madine mein

idhar udhar na bhatak'te phiro khuda ke liyeh
barah-e-rast hai raah-e-khuda madine mein
Madein chalein aao madine chalein aao madine chalein
maikasho aao aao madina chalein dast-e-saqi-e-kauser se pene chalein

Yaad rakho agar uth gayi ik nazar, jitne khali hein sab jaam bhar jaein ge
khouf-e-toofan hai bijlion ka hai dar, sakht mushkil hai Aaqa kidhar jain hum
Aap he gar na lain ge hamari khabar, hum musibat ke maray kidhar jaein ge

Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam.
Taajdaar-e-Haram ho Nigaah-e-Karam

(saw) (saw) (saw) (saw) 








3 comments:

meer said...

http://revival-of-the-fittest.blogspot.com/2008/08/tajdar-e-haram-kingship-of-house-of-god.html

meer said...

part 3:
http://www.youtube.com/watch?v=8nxUmfR1fWQ&feature=related

leenah. said...

Sud tashakor!

The third part that you have very kindly shared, wasnt uploading at that time due to some technical failure.


This is an ultimate potion.